BARC TRP Rating Week 42
Star Plus
आनंदीबा और ईमली 0.5
रज्जो 1.1
पाण्डय स्टोर 2.0
गुम है किसी के प्यार मे 2.6
इमली 1.9
बन्नी छाउ होम डिलवरी 1.8
ये रिश्ता क्या कहलाता है 2.1
अनुपमा 2.8
ये है चाहते 2.2
Colors TV
ससुराल सिमर का-2 0.7
सावी की सवारी 1.3
उडारियां 1.4
परिणीति 1.6
स्वर्ण घर 1.2
शेर दिल शेर गिल 1.1
हरफूल मोहनी 0.9
पिशाचिनी 0.9
नागिन-6 1.6
झलक दिखला जा 1.0
बिग बास16 1.6
Zee TV
मिठाई 1.0
मैं हूं अपराजिता 0.9
राधा मोहन 1.4
भाग्य लक्ष्मी 1.8
कुमकुम भाग्य 1.9
कुंडली भाग्य 1.8
संजोग 0.8
सारेगामा लिटिल चैंप 1.3
Sony TV
मेरे साईं 0.5
पुण्य श्लोक अहिल्या बाई 0.5
बडे अच्छे लगते है-2 0.5
कौन बनेगा करोडपति 1.1
यशोमति मैया के नंदलाला 0.4
अपनापन 0.1
इंडियन आइडल 1.4
कपिल शर्मा शो 1.0
Sab TV
धर्म योध्दा गरुड 0.5
अली बाबा 0.5
तारक मेहता का उल्टा चश्मा 1.6
वाघले की दुनिया 0.9
पुष्पा इंपासिबल 0.8
मैडम सर 0.5
Dangal TV
नथ जेवर या जंजीर 0.3
बिंदिया सरकार 0.2
सिंदूर की कीमत 0.3
मन सुंदर 0.4
नागमणि इश्क की दास्तान 0.3
शुभ शगुन 0.4
क्राइम अलर्ट 0.2
संकट मोचन 0.3
पलको की छांव मे 0.5
Star Bharat
चैना मैरेया 0.1
राधा कृष्ण 0.2
अजूनी 0.3
ना उम्र की सीमा हो 0.3
वो तो है अलबेला 0.2
बहुत प्यार करते है 0.1
And TV
दूसरी मां 0.1
एक महानायक डॉ बी आर अम्बेडकर 0.2
भाभी जी घर पर हैं 0.3
हप्पू की उलटन पलटन 0.3

256 Comments
Ma Soumya bol rhi hu. Anupama ghar choda kar Anuj ka ghar jaya gi????????
ReplyDeleteSimar aur aarav ki phir se Shaadi hogi
ReplyDeleteMam sasural simar ka 2 ki trp 1.8 hai
ReplyDeleteNew entry FATEJO ko milayega kya?
ReplyDeleteKya FATEJO ek saath manayega karwachauth?
ReplyDeleteTmkoc news?????
ReplyDeleteKumkum bhagya full news
ReplyDeleteAbhigya news
ReplyDeleteMam sumellika news 🙏🙏🙏🥺
ReplyDeleteAbhigya ki vajah kumkum bhagya ki trp badhegi
ReplyDeleteudaariya new entry kitna lamba hoga ?
ReplyDeleteSiddhi 🐣🐦🐦serious nhi liya nam 1 week se bol rahi hun per aapne meri bat pe believe hi nhi kiya
ReplyDeleteSiddhi 🐥🐥 finally mam new project of riya witha aradhyan suman
ReplyDeleteSiddhi 🐧Mam kya aapne insta story dekhi kya mayura ki 🤔🤔
ReplyDeleteMolkki upcoming update please 😘😘😘😘😘😘
ReplyDeleteThapki upcoming
ReplyDeleteNews ssk2
ReplyDeleteMam i think sumit bhardwaaj ka roll singing company ka koi person ka hoga
ReplyDeleteपरभात चौधरी ka new project
ReplyDeleteMam mane परभास ka nhi परभात चौधरी ko new project pucha tha
ReplyDeleteUdaariyaan mam me jasfa ki wedding hona chahiye
ReplyDeleteWe want jasfa
ReplyDeleteYes dear Agar Jasmine ki shaadi fateh ke sath Nahin hogi To Ham serial dekhna Chhod Denge boring per Tejo
DeleteMane bhi jab jasmine wala promo aaya tha tabhi dekhna start kiya tha udariyan ko warna nhi dekhti
ReplyDeleteHa kyon ki jasmine ka sirf roll negative hai but fateh ke sat jasmine ki jodi hi best lagti hai
DeleteGuys boring Fudariya hogya fir se fateh teko ke pass gushne laga
ReplyDeleteAgar Jasmine ke sath nhi bani fateh ki jodi toh fir BYCOCOT udaariyaan 🤬😡😡😡🤬🤬🤬
ReplyDeleteफिर से तेजो के घुसने लगा है फतेह tab tak serial dekhna hi chod do
ReplyDeleteMe bhi nhi dekhti because I like jasfa and fatejo it's boring jodi
DeleteWe want jasfa not fatejo
ReplyDeleteMam please pura padhna mam siddhi shrivastav bol rahi hai ki use dev sharma
ReplyDeletese love hogya hai or wo aapni Aapni family walo se jhut bol ker ek dusre ke sath bhaagne ki planning kar rahe hai 🤨🤨🤨🤨🤨
I am rajesh sharma mam update thoda badal pani 🥰
ReplyDeleteBalika vadhu upcoming
ReplyDeleteNima latest news
ReplyDeleteI am shital mam chen varun ne churai thi or mele me gira diya tha toh suresh ko laga nima ki chen hai
ReplyDeleteI am shital Mam bhale hi kam bolti hai per achcha jawaab deti hai nima tulika ko
ReplyDeleteMam ladkiyon ko kyon kuch nhi bolne deti hai 😩😩😩julm kyon sah ti hai
ReplyDeleteMam I am food hungry .dev sharma ji mujhe bol rehe h mein tom and jerry hu .lakien mein tom and jerry nahi hu .aap search Kar lo
ReplyDeleteOr agar mein tom and jerry hu to ussse unhe kya ?? Wo kaun hote h mujhe judge karne wale
ReplyDeleteMam agar dev ji ne mujhe bar bar bola ki tum tom and jerry ho to fir me fis se sabko dead dead likhne laguga please samjhalo maa
ReplyDeleteChup karo maine ye comment nahi likha h 😡😡😡tmhare pass family hai ki nahi sharm nahi aata tmhe .
DeleteMujhe tom en jerry mat bolo band nhi kiya bolana to dev ji fir se pareshan karuga sabko
ReplyDeleteKya aapne new promo nima ka dekha mam
ReplyDeleteGhatiya acters hai gitanjali devi 🤬🤬🤬
ReplyDeleteI kill you gitanjali devi
ReplyDeleteBewakoof nima kyon bchane ja rahi hai sunita devi ko
ReplyDeleteDusre ke liye gadhdha khoda Or khud gir gyi sunita devi😁😄😃😃😃
ReplyDeletemam thoda sa Badal thoda sa Pani upcoming update full update please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
ReplyDeletemam colors show update please
ReplyDeleteMam immj3 min kon kon ho gaa confirm updates do
ReplyDeleteMam please mera baat suno I am food hungry maine sirf 2 comment Kiya h .3 comment maine nahi kiya .or main aapke channel me abhi abhi aayi hu .mein to kisi ko janti bhi nii .
ReplyDeleteMam ghune gaar kitna hi satir ho fir bhi koi na koi proof to chod hi deta hai😵😵😵
ReplyDeleteMam dekha Kya Kal ka kundali bhagya ka episode bhot Maja aya and gussa bhi
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteMam dheeraj ko money nhi kamana hai sayad tabhi to apni wife and sali KE sath trip par gye hai
ReplyDeleteMam apne dekha Kya Kal ka episode prithi to pagal Ho gya tha kisi ko bhi pitne laga 🤣🤣
ReplyDeleteMam ye pritvi to bhot garam aadmi hai isse dur rhna hi better hai 🤣🤣
ReplyDeleteMam aaj shardha ki sister ki wedding anisversry hai and sharadha ne black saree phni hai bhot cute lagi🥳🥳🥳
ReplyDeleteMam aaj bhot acha laga aaj ke episode me dheeraj ke 30 second KE liye scene dikhaye😭😭😭😭😭😭😭
ReplyDeleteMam pritvi ne accident Kar Diya Sandeep ka and ab Sandeep ko samir sristi ne bacha liya ab Kya Sandeep ko pritvi hospital me maar dega
ReplyDeleteMam muje ab bhot gussa ata hai preeta par jab hmara Karan jail me tha tab kisi ne nhi bachaya pure 3month ke liye jail me tha and rishab ke liye Puri family lagi hai
ReplyDeleteMam aaj ke episode me dheeraj ke 30 second KE scenes 😭😭😭😭😭😭
ReplyDeleteMam aaj dekhna please sharadha ki I sta story par black saree me bhot cute lag rhi hai and dheeraj abhi vacation par gye sayad kundali ko bhul gye hai preeran
ReplyDeleteMam food hungry hi Tom Jerry ji hai
ReplyDeleteMam gitanjali devi bilkul hard women hai
ReplyDeleteMam kyon bachaya sunita devi ko nima ne 😡😡😡😡😡
ReplyDeleteThapki2 upcoming
ReplyDeleteSsk2 news
ReplyDeleteYe ladkiyon bewakoof hai kya suresh ko itna bhala insaan kyon samjh rahi hai 😖😖😖
ReplyDeleteWo isliye dear kyon ki suresh nina ki care or chinta kar raha hai
DeleteI am bisal popular show ssk2 ki lead acters radhika muthukumar exit show
ReplyDeleteMam aap btao kya sach me exit ho jayegi bhagylaxmi
DeleteMam hum log simar ko bhagylaxmi bolte hai
ReplyDeleteUdaariyaan
ReplyDeleteTaklif ho rahi hai tulika ko isliye kyon ki suresh nima ke pass gya hai
ReplyDeleteSasuraal ki new please 😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘
ReplyDeleteMam sab log bol rahe hai ki bhagylaxmi exit ho rahi hai
ReplyDeleteFir bhi koi fark nhi pada sunita devi
ReplyDeletePlease pura pdhana mam i am rohini mAm reema vivaan ko hospital leke gyi thi toh usne family ko kyon infform nhi kiya ab vivaan ki maut ka ilzaam reema ko dege sab
ReplyDeleteI kill you gitanjali devi 🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬
ReplyDeleteMe arnab hun please btao yr aarav kya namard hai jo kuch nhi kar paya
ReplyDeleteHa aarav it's gulaam hai gitanjali ka
Deleteजिसके के लिए गढा खोदने gayi thi sunita Usne hi jaan bchai hai
ReplyDeleteBadal pani update
ReplyDeletePlease news thapki2
ReplyDeleteMam 😭😭 dheeraj ghumne gye hai vacation par and shardha apni sister ke ke function me busy hai kdb ko barbaad karke manegne dono
ReplyDeleteGuys and mam please koi to batao manu kaha hein vo thik to hein kitne din ho gaye hein usko yaha aaye huye kuch bta hein uske bare me to batao na please koi
ReplyDeleteMam please search Karo ye tanudshi dutta Kon hai Balaji insta par ekta KE sath iss lady ko bhi tag karta hai
ReplyDeleteI am the neighbourhood of Sanket
ReplyDeleteRip sanket 😭😭
Rest in peace mam sanket sch me 😭😭😭😭😭😭😭😢😢😢😢
ReplyDeleteAmit Singh mam Mam Udaariyaa latest news ✋✋✋✋
ReplyDeleteMam sorry aaj shardha ki sister ki Sadi ki aniversry nhi thi bulki sister ke bussnis ki aniversry thi isliye shardha ne aaj press conference ki or bhot se question ke reply diye
ReplyDeleteMam doctor reema se bol raha hai ki vivaan is no more 😖😖
ReplyDeleteI am shital mam pars ko kab pta chalega ki manyaa nima aunty ki beti hai
ReplyDeleteबुद्धिया ko bchate bchate nima ke hath jal gye
ReplyDeleteMam please btao nima ko kuch hoga toh nhi
ReplyDeleteKhud ki sari me aag lagti toh nima ne hi bachaya fir bhi koi shaan nhi manti hai
ReplyDeleteMam kya vivan mar gya hai
ReplyDeleteMam kya bhagylaxmi ki shaadi new entry sumit bharat ke sath hogi
ReplyDeleteMam chali gyi aapne ghar bhagylaxmi rote rote
ReplyDeleteAb kya hoga bhagylaxmi ka
ReplyDeleteMam tulika konsa secret plan bna rahi hai aapne papa ke sath 🤔🤔🤔🤔🤔
ReplyDeleteMolkki upcoming
ReplyDeleteGhatiya hai bewakoof gitanjali
ReplyDeleteHa mam gitanjali devi kab exit hogi
ReplyDeleteTrp badhegi denzongpa ki
ReplyDeleteMam ab family vivaan ki death ka blem reema pe dalege
ReplyDeleteMam mamta mam ko sare star ke shath bnta kyo nahi hai immj2 ka last shoting ek din ma he krva di aur krpkab ka shotting bhi ek din ma hogha
ReplyDeleteSimar aisa kiyun kar rhi h aarav kesaath ignore kiyun kar rhi h aarav ko
ReplyDeleteKiya simar aarav ko bhul jayegi Pyaar nhi karegi
ReplyDeleteRadhika ki exit nhi Horhi Kahan se sunte Hain yeh new
ReplyDeleteMam please help mam rrahel ko Twitter par trend karna ke lia sab ko bolo n please immj3 ma hme rrahel he chahea please mam. help please 🙏🙏🙏🙏😭😭😭😭😭😭😭😭😭🙏🙏
DeleteMam ye tom and Jerry hi food hungry hai and muje baar baar gali de RHA hai
ReplyDeleteMaine tmhe kab gali diya jutthe
DeleteHello mam saathiya 2 ki news do
ReplyDeleteHello mam aap kyu bolte ho saath nibhana Saathiya popular nahi h .
ReplyDeleteUsne trp me saare record break kiye h .
Tv ka prime time 9:00 pm tha saathiye ne prime time change karke 7:00 kiya tha .high trp 7.5 di thi .yrrkh ne kabhi itni trp nii di .
ReplyDelete7 bje sablog tv on karke bolte the .ki Gopi bahu laga Gopi bahu
ReplyDeleteMam please morning ma bhi live lia kro please mam aur rrahel news
ReplyDeleteMam jab ott nhi tha tab ekta KE shows ki trp 22+ ati thi saas bhi bahu thi and kahani Ghar Ghar ki trp 25+gyi thi mam jab ott nhi tha and sns1 ki trp 7.3 gyi thi tab ott nhi tha
ReplyDeletePlease pura coment padhna mam i am food hungry mam siddhi shrivastav bol rahi hai ki use dev ji se love hogya hai or wo dono ek dusre ke sath bhaagne ki planning kar rahe hai
ReplyDeleteMam dev ji se bold do mujhe tom and jerry bolna band karde warna uka me murder kar duga 😡😡😡
ReplyDeleteMam me jhut nhi bol raha hun me sach me dev ji ko mar duga agar wo mujhe tom and jerry bolege
ReplyDeleteMane ab tuje kab bola or marna hai to mar de Tere se darti nhi hu main
DeleteDev ji ye uper wala comment mera nii h koi or mera name lekar ladii karwa raha h 😭😭belive me
DeleteKya dev ji mam aapke husband hai ya gir lover 😄😄😄😁😁
ReplyDeleteTom and Jerry tum Nia ke husband ho
DeleteOr tum sonia mam ke lover ho second husband
DeleteNew please badal pani 😘😘
ReplyDeleteMam new promo dhakedar hai nima ka aapne dekha kya
ReplyDeleteAsa achank kya hogya jo dono ko jell hogyi hai
ReplyDeleteThapki latest news
ReplyDeleteAsa kya hua hi shocking promo of nima
ReplyDeleteSsk2 upcoming
ReplyDeleteOh my god kya hogya hai nima me
ReplyDeleteYes mam btao kya hogya hai
DeleteI think murder case toh nhi hone wala hai nima me
DeleteMam ekta KE pass agar pase nhi hai to hum fans donate Kar skte hai fir tu dheeraj ke scene dikha skti hai mam
ReplyDeleteMam kundali me upcoming me Kya hoga
ReplyDeleteMolkki
ReplyDeleteMam apne shardha ki clip and kundali ki clip nhi di😱😱😱
ReplyDeleteVery danger promo 😱😱😱😱😱😱😱😱😱😱😱😱 nima ka
ReplyDeleteSimar me latest
ReplyDeleteNews badal pani
ReplyDeleteMam Tom and Jerry aka food hungry ka comment dekho site par iss trh ke comment se uske parents ke bare me pta chal rha hai ki uske parents ne use kassi sangat me dala hua hai��
ReplyDeleteBalika vadhu 2 me kya hone wala hai
ReplyDeleteMam 7pm bhot achi Timming hai live ki
ReplyDeleteMam promo agar hit hai to uske YouTube par views se pta chal jata hai Jase kundali bhagya ke har promo ke bhot millions me views are hai
ReplyDeleteMam please name ye yaad krke btao ki kdb me ye names kiske hai ~~bagad billa,,,Lalu ram,,dadhi Wala bakra,,natkati dayan ,,kadva karela ,,kadvi kareli 😂
ReplyDeleteMam agar wo nagpal kisi kundali ke fan kos par mil gya to pakka pitega😂
ReplyDeleteMam kundali ke episode week me 5 days hi ate hai 😭😭😭😭Baki sab channels ke 6 days😭sirf kundali ke kath na insafi kyo karta hai zee
ReplyDeleteMam kabhi kabhi to lagta hai ki dheeraj to show ka hissa nhi hai ya fir ekta KE pass dheeraj ko salary dene ke pase nhi hai😭
ReplyDeleteMam thanks for kdb clip🥰
ReplyDeleteMam mane apko insta par shardha ki saree ki kuch photos bheji hai please mam check karna😘bhot beautiful hai mam please next time thumbnail me use hi lagana please mam
ReplyDeleteMam sumellika position number in the Mumbai achievers award and dadasaheb phalke awards
ReplyDeletePlease reply mam 🙏🙏🙏🥺
Amit Singh mam mujhe tejo aur Angad ki jodi pasand hai but sad for fatejo couple ❣️
ReplyDeleteMam I am very happy shardha ne interview me khud kh Diya ki preeran mv ka shoot Diwali ke baad hoga abhi dheeraj ke dengue tha isliye shoot nhi Kiya. I am very happy and ab to happy Diwali in advance😘
ReplyDeleteMam AAP please shardha ka interview dekhna shradhha ne khud kha ki dheeraj ke sath bhi mv ayegi😘😘😘
ReplyDeleteMam wow ab to preeran mv bhi ayegi😘😘I am happy
ReplyDeleteSirf tum ki timing 8 pm h 15 Nov se aur balika vadhu ki timing kiya h
ReplyDeleteSirf tum ka promo zabardast haii mammm
ReplyDeleteSlot king banna mushkil hoga 8 pm parrr
ReplyDeleteSimar ka promo bhi awesome haiii
ReplyDeleteRashmi mam ne kya shows laya haii wah wah!!!!
ReplyDeleteExtra marital affair se tu kafi accha hai sirf tum.. 8 pm ghum hai seee
ReplyDelete8 pm par sirf tum slot king banna cahiyee.. Ghum hai nhiii.affair wale show hai bakawaas
ReplyDeleteCmmnt pardhna mam. Ghum hai ki story bakawaas hai sirf tum ki story nice haii.. Star plus ki wajah se itna trp laa raha haii
ReplyDeleteAap kise pasand karega mam
ReplyDeleteGhum ya sirf tumm..
Mam helly Shah phainl hai immj3 ma aur rrahul
ReplyDeleteMam lagta hai Rashmi dar gyi thi 8:30pm ki Timming se tabhi to 8pm Kar Diya lekin slot king to ghum hi hoga��
ReplyDeleteMam China walo ko snakes 🐍se itna pyaar hai ki nagin ke har season ko trp me no.1 rkhta hai😂😘😘
ReplyDeleteMam kundali bhagya me upcoming
ReplyDeleteMam agar ekta ke pass pase nhi to hum fans donate Kar denge lekin atleast dheeraj ke scene to dikhane chaiye garib ekta khiki
ReplyDeleteMam mane apko insta par shradhha ki Photoshot wali saree ki photos bheji hai bhot beautiful hai mam next time thumbnail me lagana please mam🤓
ReplyDeleteMam kundali me itni achi story chal rhi hai agar iss baar trp Kam aye to pakka zee ki galti hai
ReplyDeleteMam ekta ko hona chaiye Kundali ka writer and mam ekta to apne shows par ouch dhyan nhi de rhi hai bhagyas ki sari jimadari nagpal ke uper hai😠😠😠
ReplyDeleteMam mr and Mrs nagpal dono hi preeran fans se insta par Bura bhala sunte hai lekin fir bhi preeran ke scene nhi dikhate 😠agar kisi fan ko sadak par milenge ye dono to pakka pitenge😠😫🤮
ReplyDeleteMam aaj Sanjay kundali ke set par the anjoom ke sath ...and mam aaj kundali ke set par sirf 3 stars hi the 😂anjoom,Abhishek,Sanjay. Baki ko to sayad show se Lena Dena hi nhi hai
ReplyDeleteMam new promo dhamaakedaar hai nima ka
ReplyDeletePlease btao kya hua kya hai jo nima or suresh jell ja rahe hai
ReplyDeleteHa dear abhi toh serial me bhi koi crime nhi dikhaya toh fir kyon jel ja rahe hai
DeleteMam thapki ki news
ReplyDeleteMam ab kya hoga simar me
ReplyDeleteMam ab 8 :30 mai bahut competition hai, tmkoc , bhagya laxmi, balika vadhu, imli , there maera sath rahe???
ReplyDeleteMam kya aapko pata hai kal or parso do dino tak molkki or badal pani nhi aayega kyon ki 2 dino tak nima ka 1 hours episode aayege
ReplyDeleteKya hogya hai nima me
ReplyDeleteMam kya koi murder case hai kya 🤔🤔🤔
ReplyDeleteHum nhi dekhe ge nima ko kyon dono lead aa c
ReplyDeleteAcaters exit ho rahe hai
Kya sach me exit ho rahe hai suresh Or nima
ReplyDeleteMam sharukh ji Meri fake I'd bna rhe hai and sirf tum ke bare me Bura likh rhe hai Meri fake I'd se please block karo
ReplyDeleteSimar aisa kiyun kar rhi h aarav kesaath ignore kiyun kar rhi h
ReplyDeleteSimar aarav ko bhul jayegi Pyaar nhi karegi
ReplyDeleteSimar ki trp kitni badhegi is week
ReplyDeleteAarav jab simar ko is new ladke kesaath dekhe ga to apne Liye stand legal simar ko paane keliye
ReplyDeleteमैम जब आप घूमने जाना तो लाइव मै बोल देना न तो हमलोग लाइव का वेटिंग करेंगे
ReplyDeleteMam.. kya Fateh jealous track dekhne ke chances hei ?
ReplyDeleteBhagya Laxmi ne new track kya hei mam ?
ReplyDeleteFateh aur Jasmin engagement hoga ?
ReplyDeleteDiwali party mei kya dhamaka hone wala hei udaariya mei ?
ReplyDeleteSimar ke liye Aarav hi heina mam ??
ReplyDelete