BARC TRP Rating Week 11 Star Plus, Sony TV, Zee TV, Colors TV, Sab TV, Dangal TV, Star Bharat, And TV

BARC TRP Rating Week 11

Top Hindi News Channels

1. Tv 9 Bharatvarsh 17.4

2. Aaj Tak 14.6

3. Republic Bharat 14.3

4. India TV 11.8

5. Zee News 10.4

6. News 18 India 8.7

7. ABP News 6.2

8. Zee Hindustan 4.5

9. Good News Today 4.0

10. News Nation 3.9 

Star Plus

चीकू ये इश्क नचाये 0.5

ये झुकी झुकी सी नजर 0.6

कभी कभी इत्तेफाक से 1.1

पाण्डय स्टोर 1.6

गुम है किसी के प्यार मे 2.6

इमली 2.5

साथ निभाना साथिया-2 1.9

ये रिश्ता क्या कहलाता है 2.4

अनुपमा 3.5

ये है चाहते 2.5

स्मार्ट जोडी 1.4

 

Colors TV

थपकी प्यार की-2 0.5

ससुराल सिमर का-2 0.9

उडारियां 1.8

छोटी सरदारनी 0.9

सिर्फ तुम 1.4

खतरा खतरा शो 0.4

नीमा डेन्जोगपा 0.8

स्वर्ण घर 1.3

परिणीति 1.7

फना इश्क मे मरजांवा 0.7

नागिन-6 1.9

हुन्नरबाज देश की शान 1.3

स्पाई बहू 1.2

 

Zee TV

इस मोड से जाते है 0.3

रिश्तो का माझा 0.4

मीत 1.0

काशी बाई बाजी राव बल्लाल 0.7

भाग्य लक्ष्मी 1.4

कुमकुम भाग्य 1.7

कुंडली भाग्य 1.8

तेरे बिना जिया जाये ना 0.9

अगर तुम ना होते 0.6

डांस इंडिया डांस लिटिल मास्टर 2.0

 

Sony TV

मेरे साईं 0.5

पुण्य श्लोक अहिल्या बाई 0.6

बडे अच्छे लगते है-2 0.6

कामना 0.4

मोसे छल किये जाये 0.3

दोस्ती अनोखी 0.2

क्राइम पैट्रोल 0.4

इंडियास गाट टैलेंट 1.6

कपिल शर्मा शो 1.5

 

Sab TV

सब सतरंगी 0.3

मैडम सर 0.6

जिद्दी दिल माने ना 0.6

तारक मेहता का उल्टा चश्मा 1.5

वाघले की दुनिया 0.9

शुभ लाभ 0.6

गुड नाइट इंडिया 0.5

 धर्म योध्दा गरुड 0.5


Dangal TV Coming Soon

रक्षाबंधन

मन सुंदर

सिंदूर की कीमत

नथ जेवर या जंजीर

रंग जाऊ तेरे रंग मे

 

Star Bharat

तेरा मेरा साथ रहे 0.3

राधा कृष्ण 0.2

जय कन्हैया लाल की 0.4

वो तो है अलबेला 0.3

 

And TV

एक महानायक डॉ बी आर अम्बेडकर 0.3

भाभी जी घर पर हैं 0.4

हप्पू की उलटन पलटन 0.3

Post a Comment

99 Comments

  1. Saathiya 2 slot leader ban gaya. Bahut Kush hu

    Saathiya 1.9
    Kumkum - 1.7

    ReplyDelete
  2. Maam I'm happy imli rock 😲😲😲😊😊😊😊😊😊

    ReplyDelete
  3. Sathiya fans happy ho jao sathiya slote king ban gya ....😊😊😊

    ReplyDelete
  4. Meet is best, I hope next week 1.4 aa jaye at least

    ReplyDelete
  5. DID no. 1 reality show🤩🤩🤩

    ReplyDelete
  6. Saath nibhana sathiya 2 slot king hai🥰🤩🥰🥳🥰

    ReplyDelete
  7. Simar main leap ayega Kuch to karna chahiye rashmi mam ko story change karni chahiye

    ReplyDelete
  8. Kal simar ke 300 episode complete honge please clip banaye

    ReplyDelete
  9. Dangal tv time please

    ReplyDelete
  10. Alisha ka or rrahul Sudhir ka Music video ka news dena please

    ReplyDelete
  11. Sath nibhana sathiya 2 yeh rishta kya kelhata hai 📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺📺 retelecast kyu nhi krte star plus wale

    ReplyDelete
  12. Mam tera rahoon music video vvarun kapoor ka kaisa lagha mam

    ReplyDelete
  13. New entry positive ya negative in imlie ?

    ReplyDelete
  14. mam .. swarna ghar hero ke bare mei kuch patha chala kya ?

    ReplyDelete
  15. imlie mei jo 2 new entry laya hei.. lagtha hei short time ke liye hei.. poora ka poora comedy hei .. kuch bada villian ana chahiye

    ReplyDelete
  16. mam.. pls pura padna .. sumbul, ayesha singh, isha malvia..ye theenom choti hei umar mei achi acting karthi hei.. and their shows bhi hit list mei hei

    ReplyDelete
  17. Bhagya lakshmi mei kya Rishi maa ke khilaaf jakar Lakshmi ko help karega?

    ReplyDelete
  18. Mam.. pls reply .. kya Imlie Aryan shaadi complete hoga?

    ReplyDelete
  19. Imlie ko kab patha chalega ki Aryan use pyaar karthi hei.. ? wo har waqth gussa karthi hei Aryan pe...

    ReplyDelete
  20. mam.. pls pura padna.. chahe jitne bhi gussa ho.. imlie and aryan dono ek doosare ko dard mei nahei dek saktha.. so shaadi will happen

    ReplyDelete
  21. har koyi serial mei shaadi track hei.. is that because IPL is coming next week ?

    ReplyDelete
  22. Jassu positive kab tak ? serial dekhne mei ab maza nahei hei

    ReplyDelete
  23. mam.. imlie ne tho Mr Rathore ki girl friend se haath milaya.. ab kya shaadi hoga ?

    ReplyDelete
  24. Hello mam.. pls reply.. kon kon si shows mei bada twist ane wala hei ?

    ReplyDelete
  25. Dangal tv trp..
    Star utsav trp...
    Dangal tv Income...
    I am kulbir...

    ReplyDelete
  26. Hello mam.. pls bathana.. aap actors ke acting points kese search karthe hei ?

    ReplyDelete
  27. Mam Holi KE karun zee ki trp bhot Kam Hui hai

    ReplyDelete
  28. Mam kdb bhot interesting ho gya hai abhi

    ReplyDelete
  29. Mam next week bhadegi trp kdb kkb bl ki

    ReplyDelete
  30. Mam please AAP Kal wale site comment bhi padna

    ReplyDelete
  31. Mam dheeraj aaj wapas AA gye hai India😭🤩🤩bhot acha hua

    ReplyDelete
  32. Mam sristi ne to natasa Kareena serlin inn teno ki band Baja di🤣uske dialogue superb hai

    ReplyDelete
  33. Mam still ekta KE 3 show slot king hai itne show kisi bhi producer ke nhi hai slot king

    ReplyDelete
  34. Kdb bhot interseting hai bhot bhadia ho gya hai

    ReplyDelete
  35. Mam wo Jo nagre hai na pritvi ka vakeel wo apni insta story par precap hote hai kdb KE unpar millions me views ate hai or wo likhta hai ki 3+million views 2+million views 🤣🤣🤣usko galat fami hai ki uske karun views AA rhe hai

    ReplyDelete
  36. Usko ye nhi pta ki dheeshra KE karun ate hai itne views but still bechare ko galat fami hai ki uske karun ate hai🤣🤣🤣

    ReplyDelete
  37. Mam sabki slot to thik thi FIR itni km kyu aayi TRP colours ki aur kumkum ki slot to sathiya se daily hi jyada thi FIR itni km TRP kyy

    ReplyDelete
  38. 12 saal hogaye lekin abhi tak pata nahi chala ki yeh rishta kya kehlata hai

    ReplyDelete
  39. Mam sumellika voting in universal India awards and international iconic award

    ReplyDelete
  40. Mam any chance is there for
    nominating Sumedh in versatile actor because he got award in last year in international iconic award

    ReplyDelete
  41. Mam kal RRR movie release ho raha hai

    ReplyDelete
  42. Mem Sathiya 2 maha episode TRP

    ReplyDelete
  43. Parineeti show mein shaadi dekhar hasi aagayi shadi nahi kurukshetra hogaya hai.

    ReplyDelete
  44. Mujhe Lagta hain Pandya ko 11 ki slot milegi, kabhi kabhi k 6pm ki aur saathiya ko 7:30 pm.

    ReplyDelete
  45. Banni chau 9 p pe aayega kyuki mosse chal kiye jaaye flop hai

    ReplyDelete
  46. Colors aur Sony toh Badnam hai hi ab Zee tv bhi hogaya hai.
    Zee ke saare shows off air ya Underscanner mein hai sirf saare bhagya wale shows ko chodke

    ReplyDelete
  47. Mithai 7pm pe aayega tph competition zyada nahi hai lekin Zee par Aayega toh voh Flop lagta hai mujhe

    ReplyDelete
  48. Indian Television Industry ki jo position thi 2000-2008 mein voh ab nahi hai.
    Ab saare actors movie ya ott mein jaa rahe hai kyuki indian television industry ke channel jaise zee, colors acche nahi hai

    ReplyDelete
  49. Please Pura Comment Padhna

    Kahani Ghar Ghar ki Trp schedule

    Opening- 5.7 Highest- 47.9
    Lowest- 5.7 Position- Trp Topper in Indian Television Industry

    ReplyDelete
  50. Kyunki Saas bhi Kabhi Bahu thi

    Opening- 6.1 Highest- 37.4
    Lowest- 5.8 Position- 2nd rank after Kahani Ghar Ghar Ki

    ReplyDelete
  51. Kasauti Zindagi KI 1

    Opening- 4.4 Highest- 37.1
    Lowest- 4.4 Position- 3rd Rank after Kahani ghar and Kyunki

    ReplyDelete
  52. Netflix ke shows ki trp bahut acchi aati hai

    1. Squid Game-11.7
    2. Bridgerton- 8.2
    3. Inventing Anna- 8.0

    ReplyDelete
  53. mam, mera comment bhi padh ligiye 😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡mithai new promo is just awesome ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

    ReplyDelete
  54. Thapki last shoot 28 march...
    I am kulbir...

    ReplyDelete
  55. Hii mam rruhal Helly new project kya hai mam

    ReplyDelete
  56. imlie mei jo 2 new entry laya hei.. lagtha hei short time ke liye hei.. poora ka poora comedy hei ..

    ReplyDelete
  57. Swarna Ghar mei new hero kon hei mam

    ReplyDelete
  58. nxt week lag raha hai kumkum slot king hoga pata nahi kyu

    ReplyDelete
  59. Hi mam.. pls reply dena .. kya Imlie and gudiya milke dulhan badalne ka drama karega kya ??Aryan se Shaadi complete hogana

    ReplyDelete
  60. Personal Comments

    Ravi Dubey ki ek Galti ki wajah se Udaariyan ka satynash ho gaya. Jab Jasmin ka passport jal gaya uske bad unhe leap de dena chahiye tha lekin uske badle unhone angad ko negative ban diya aur fateh cheater ko hero isliye trp 3.1 se 1.8 tak aagayi

    ReplyDelete
  61. Rashmi ma'am ka sirf ek hi show income kara raha hai aur uski trp badhegi aur slot king bana hai voh hai saathiya 2.

    ReplyDelete
  62. Mam aj ka yrkkh ka episode osam se bhi osam tha

    ReplyDelete
  63. Top 5 searching show And yrkkh And anupama mahasangam ki slot count kar dena mam please

    ReplyDelete
  64. Mam RRR 1st day collection worldwide gross 223 Cr hua hai Bahubali 2 ka day 1 highest collections ka record thod diya

    ReplyDelete
  65. Mam plz tell trp of star maa channel plz mam

    ReplyDelete
  66. Mam kumkum hi slot king hoga dekh lena

    ReplyDelete
  67. Do din ka 1.7 hai kumkum ka aur saathiya ka 5 din ka 1.9 iske hisaab se toh kumkum better hai na

    ReplyDelete
  68. Mam aaj dheeraj trend hue hai please clip bnana

    ReplyDelete
  69. Mam kyoki dheeraj ki mv jogiya ko 1 year hi gya hai aaj

    ReplyDelete
  70. And dheeraj ko best tv dude ka award bhi Mila hai isliye bhi clip bnana mam

    ReplyDelete
  71. Mam sardha ki mv 1 April ko release hogi isliye dheeshra ki clip hi clip bnana uss video me🙈🙈🙈🙈

    ReplyDelete
  72. Mam 2020 me hi shoot Hui thi wo mv sardha ki Jo ki ab Jake 1 April ko release ho rhi hai

    ReplyDelete
  73. Mam Jo dheeraj ki mv ane wali hai jisme wo fauji hai uska naam filhall ke liye #kaafan rakha gya hai

    ReplyDelete
  74. Mam kdb kkb ko to ye zee wale dusre language me remake karte hai or wo trp me top par hai

    ReplyDelete
  75. But zee wale kkb kdb me ye remake nhi dalte Jase Rajan shahi karta hai apne har show me kisi or show ki story chura Kar dal deta hai

    ReplyDelete
  76. Laxmi and imlie ko achi Timming milni chaiye agar 8pm ya 9 pm ya 9 30 ya 10 pm ki Timming mile to imlie 4+ and Laxmi 3.4+trp de

    ReplyDelete
  77. Kyoki 8 30 par bhot competition hota hai
    Agar anupmaa ko 8 30 mile to 3.0 hi muskil se la payega trp

    ReplyDelete
  78. Mam nagin ka bgm bhot best hai bhot superb background music hai

    ReplyDelete
  79. Mam Mallika Singh and sumellika jodi voting in international iconic award and universal India awards

    ReplyDelete
  80. Mam AAP ki tabiyat ab thik hai Kya?🥰

    ReplyDelete
  81. Mam Kya sab nagins 1 sath ayengi🤔

    ReplyDelete
  82. Mam kundali me Holi function chal rha hai bhot interesting hai atleast preeran scenes to mil rhe hai

    ReplyDelete
  83. Mam kdb kkb bl apke according kitni trp hogi🤔🤔

    ReplyDelete
  84. Mam ekta KE 4 shows ormax me hai

    ReplyDelete
  85. Mam pura padna please jab bhi Holi function hota hai kdb me tab tab koi na koi drama jaroor hota hai

    ReplyDelete
  86. Jase 2018 me serlin ne bhaang pilayi risab ko or Ghar walo ko kuch or pta Chala
    2019 me Karan jail gya
    2020 me Mahira me bhaang pilayi Karan ko or Mahesh ko Dhaka mara blame preeta par Aya
    2021 me preeta and gang ne bakre ko bhanng pilayi or preeta aksay ke ke murder me jail gyi (Holi ka hi din tha kdb me wo)
    2022 me tiktoker natasa Karan ko bhaang pilaegi or fir nhi pta Kon jail jayega🤣

    ReplyDelete